Mascota de musica.com

Banke Savera Aayi Ho

Udit Narayan, Abhijeet

Al final de la letra de Banke Savera Aayi Ho podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan, Abhijeet.

LETRA

Banke Savera Aayi Ho

Tum meri raahon mein
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein

phoolon pe giri ho jaise shabnam
hothon pe nami hain aaisi jaanam
phoolon pe giri ho jaise shabnam
hothon pe nami hain aaisi jaanam
yeh mastiyaan yeh shokhiyaan
khilkhilaakar tera hasna aur kisi mein kaha
banke savera aayi ho tum meri raahon
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein

roshan hain sitaaron jaisa tan mann
kirnon se ghiri ho jaise dulhan
roshan hain sitaaron jaisa tan mann
kirnon se ghiri ho jaise dulhan
o naazani o dilnashi husne jaana dil mein kar de
laakhon armaan jawaan
banke savera aayi ho tum meri raahon
chaand sa chehra aur mehal hain saanson mein
tum hi tum ho har pal in nigaahon mein
main kho jaana chahu tere khwaabon mein
banke savera aayi ho tum meri raahon mein

Más abajo podrás valorar y comentar la canción Banke Savera Aayi Ho.
disquito - musica.com

Puntuar 'Banke Savera Aayi Ho'

¿Qué te parece esta canción?

-
0 votos

* Gracias a creed_bullets por haber añadido esta letra el 7/2/2008.

Comentar Letra

Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan, Abhijeet o 'Banke Savera Aayi Ho'

Comentar

Compartir esta letra en...