Al final de la letra 'Ishq Da Rog Bura' podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan and Lata Mangeshkar.

LETRA

Ishq Da Rog Bura

(LATA MANGESHKAR, VINOD RATHOD)
(Darr)

Oy Hoy ....
(Ishq Da Rog Bura Oy Hoy) - 3
(Oy Hoy Ishq Da Rog Bura Oy Hoy O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye) - 2
O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye O Yaaron Lag Na Kisi Ko Jaaye
(Agar Ye Ishq Na Ho Aaye Haaye To Phir Kis Kaam Jawaani Aaye) - 2

Galein Mein Daale Na Phanda Kisi Ki Zulfo Ka Phanda
Wo Chaahe Phansi Pe Chad Jaaye
(Oy Hoy Ishq Da Rog Bura Oy Hoy O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye) - 2
Ye Tere Bas Ka Kaam Nahi Ke Aashiq Tera Naam Nahi
Tu Chaahe Geet ??? Ke Gaaye
(Agar Ye Ishq Na Ho Aaye Haaye To Phir Kis Kaam Jawaani Aaye) - 2

Oy Hoy ....
Nahi Ye Kaagaj Ye Dil Hai Mitaana Baad Mein Mushkil Hai
Na Likhana Is Dil Pe Kuchh Haaye
(Oy Hoy Ishq Da Rog Bura Oy Hoy O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye) - 2
Idhar Aa Naam Tera Likh De Mere Har Ang Pe Tu Aise
Ke Mera Saara Badan Bhar Jaaye
(Agar Ye Ishq Na Ho Aaye Haaye To Phir Kis Kaam Jawaani Aaye) - 2

Mohabaat Se Tauba Karloon Ke Dil Ka Main Sauda Karloon
Ye Sauda Mehanga Na Pad Jaaye
(Oy Hoy Ishq Da Rog Bura Oy Hoy O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye) - 2
Ye Rab Ki Baatein Rab Jaane Khabar Kya Ye Dil Sab Jaane
Kisika Ka Deewaana Ho Jaaye
(Agar Ye Ishq Na Ho Aaye Haaye To Phir Kis Kaam Jawaani Aaye) - 2
(Oy Hoy Ishq Da Rog Bura Oy Hoy O Rabba Rog Na Ye Lag Jaaye
Agar Ye Ishq Na Ho Aaye Haaye To Phir Kis Kaam Jawaani Aaye) - 2
Oy Hoy Aaye Haaye....
(Ishq Da Rog Bura Oy Hoy) - 6

Puntuar 'Ishq Da Rog Bura'

¿Qué te parece esta canción?

-
0 votos

* Gracias a sunilkhan por haber añadido esta letra el 4/2/2010.

Comentar Letra

Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan and Lata Mangeshkar o 'Ishq Da Rog Bura'

Comentar

Compartir esta letra en...