Tum Dil  Ke Dhadkan de Udit Narayan

Tum Dil Ke Dhadkan

Udit Narayan

Al final de la letra de Tum Dil Ke Dhadkan podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan.

LETRA

Tum Dil Ke Dhadkan

(Abhijeet,Alka Yagnik)

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, tum rehte ho
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho - 2
Meri in saanson se kehte ho, kehte ho
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hmm hmm hmm..
Deewano sa haal hua, humko unse pyaar hua
Deewano sa haal hua, humko to unse pyaar hua
Dheere se voh paas aaye, chupke se izhaar hua
Ab naa kisise darna hai, sang jeena marna hai -2
Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho

Hey, hey hey hey, aa haa haa....

Hmm, duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Duniyaa ne thukraaya hai,
bas tumne apnaaya hai
Dil ko kitna chain milaa,
sabne itna sataaya hai
Apna hai ek sapna, ek tu hi ho apna - 2
Aa aa aa, aa aa aa, sapnon mein khojaao
Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, rehte ho
Rehte ho, rehte ho

A Kya Mein Hi Kehta Rahoonga?
Aur Tum Kuch Bhi Nahi Kahogi

Aaahaa haa haa haa
Haii ruu ruru ruu la laa
Achha lagaa, huh?
Aaaha haa haaa aa aa

Rehte ho,rehte ho

Sach?? Aaha haaa haa haa haa

Kehte ho, kehte ho

Baahon mein aajao, sapnon mein khojaao

Tum dil ki dhadkan mein rehte ho, bas tum rehte ho

Más abajo encontrarás canciones relacionadas con Tum Dil Ke Dhadkan.
disquito - musica.com

Puntuar 'Tum Dil Ke Dhadkan'

¿Qué te parece esta canción?

-
0 votos

* Gracias a sunilkhan por haber añadido esta letra el 8/3/2010.

Comentar Letra

Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan o 'Tum Dil Ke Dhadkan'

Comentar

Compartir esta letra en...