Mere Jeevan Saathi de Udit Narayan

Mere Jeevan Saathi

Udit Narayan

Al final de la letra de Mere Jeevan Saathi podrás comentar sobre ella y acceder a más canciones de Udit Narayan.

LETRA

Mere Jeevan Saathi

(Alka Yagnik,Udit Narayan)

Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki
tum bin na hum jee sakenge
ehsaas dil ko hoe laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
yeh dooriyan lagti sitam
aaghosh main tum bharlo sanam
Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki
tum bin na hum jee sakenge

yeh lamhe yahipe thehar jaane do
hume toot ke bikhar jaane do
jawaan dhadkanon main utar jaane do
hadhoh se bhi aage gujar jaane do
tanhaiyon ka kehna yahi hai ke
Tum bin na hum jee sakenge
Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki
Tum bin na hum jee sakenge

Ab zindgi mein tamnna nahi hai
tum aa gaye ho - 2
barso se pyaasi humari nazar main
tum cha gaye ho - 2
har arzoo ko yeh lagne laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
ehsaas dil ko hone laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge
jab se mile ho tum aaisa laga hai ki
tum bin na hum jee sakenge

hum jismo jaan se lipat jaaye aaise
phoolon main khusbu simat jaye jaise
sanson ko chu le sanson se aake
sab kutch bhula ke tumme samake
nazdikiyon ne bhi humse kaha hai ke
tum bin na hum jee sakenge

ehsaas dil ko hone laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge

yeh lamhe yahipe thehar jaane do
hume toot ke bikhar jaane do
jawaan dhadkanon main utar jaane do
hadhoh se bhi aage gujar jaane do
humko yakin yeh hone laga hai ke
tum bin na hum jee sakenge

Jab se mile ho tum aaisa laga hai ki
tum bin na hum jee sakenge

ha tum bin na hum jee sakenge - 5

Más abajo encontrarás canciones relacionadas con Mere Jeevan Saathi.
disquito - musica.com

Puntuar 'Mere Jeevan Saathi'

¿Qué te parece esta canción?

-
0 votos

* Gracias a sunilkhan por haber añadido esta letra el 6/4/2010.

Comentar Letra

Comenta o pregunta lo que desees sobre Udit Narayan o 'Mere Jeevan Saathi'

Comentar

Compartir esta letra en...